Posted by rashiduzzama under
Dard Shayari1 Comment Na ki maine jiski justuju na thi dil ko jiski arzoo
Kyun bana dard-e-dil uska rehna mere char soo…
Jo na tha naseeb main visal-e-yaar to kyun kiya mujhe bekrar
Kyun khuda hua meharban iskadar la ke usko mere ruu baruu…
Na thi jiski chamak fiza main na thi jiski mehak hawa main
Kyun wo bas gya mere rom rom main hoke mehw-e-guftgu…..
Mohd Rashid Uz Zama
9910774922